Eid SMS For Eid ul Fitar and Eid ul Azha Gaye baras ki eid ka din bhi kia acha tha

Gaye baras ki eid ka din bhi kia acha tha
gaye baras ki eid ka din bhi kia acha tha,
chand ko dekh kay uska chehra dekha tha,
dua kay be awaaz ,ulwohi lamhon main,
woh lamha bhi kitna dilkash lamha tha,
hath otha kay jab ankhon hi ankhon main,
usne apne rab se mujh ko maanga tha.
Eid SMS For Eid ul Fitar and Eid ul Azha Gaye baras ki eid ka din bhi kia acha tha

No comments:

Post a Comment